बेख़ुदी में सनम उठ गए जो क़दम ... आ गए पास हम्
ल: बेख़ुदी में सनम उठ गए जो क़दम
आ गए आ गए ( आ गए पास हम ) -2
र: बेख़ुदी में सनम …
ल: आग ये कैसी मन में लगी है
मन से बड़ी तो तन में लगी है
र: आग नहीं ये दिल की लगी है
जितनी बुझाई उतनी बढ़ी है
ल: दिल की लगी ना हो तो क्या ज़िन्दगी है
सथ हम जो चले मिट गए फ़ासले
आ गए आ गए …
दो: बेख़ुदी में सनम …
र: खोई नज़र थी सोए नज़ारे
देखा तुम्हें तो जागे ये सारे
ल: दिल ने किए जो दिल को इशारे
मिल के चले हम साथ तुम्हारे
आज ख़ुशी से मेरा दिल ये पुकारे
तेरा दामन मिला प्यार मेरा खिला
आ गए आ गए …
दो: बेख़ुदी में सनम …
ल: दिल की कहानी पहुँची ज़ुबाँ तक
किसको ख़बर अब पहुँचे कहाँ तक
र: प्यार के राही आए यहाँ तक
जाएँगे दिल की हद है जहाँ तक
ल: तुम साथ दो तो चलें हम आसमाँ तक
दिल में अरमाँ लिए लाखों तूफ़ाँ लिए
चल पड़े क़ाफ़िले
दो: आ गए आ गए …
बेख़ुदी में सनम …
la: bekhudī meṅ sanam uṭh gae jo qadam
ā gae ā gae ( ā gae pās ham ) -2
ra: bekhudī meṅ sanam …
la: āg ye kaisī man meṅ lagī hai
man se baṛī to tan meṅ lagī hai
ra: āg nahīṅ ye dil kī lagī hai
jitnī bujhāī utnī baṛhī hai
la: dil kī lagī nā ho to kyā zindgī hai
sath ham jo chale miṭ gae fāsle
ā gae ā gae …
do: bekhudī meṅ sanam …
ra: khoī nazar thī soe nazāre
dekhā tumheṅ to jāge ye sāre
la: dil ne kie jo dil ko iśhāre
mil ke chale ham sāth tumhāre
āj khuśhī se merā dil ye pukāre
terā dāman milā pyār merā khilā
ā gae ā gae …
do: bekhudī meṅ sanam …
la: dil kī kahānī pahuṇchī zubāṇ tak
kisko khabar ab pahuṇche kahāṇ tak
ra: pyār ke rāhī āe yahāṇ tak
jāeṇge dil kī had hai jahāṇ tak
la: tum sāth do to chaleṅ ham āsmāṇ tak
dil meṅ armāṇ lie lākhoṅ tūfāṇ lie
chal paṛe qāfile
do: ā gae ā gae …
bekhudī meṅ sanam …