Beeten hue lamhon kee kasak saath to hogee

बीतें हुए लम्हों की कसक साथ तो होगी
Work
Year
Language

अभी अलविदा मत कहो दोस्तों
न जाने कहा फिर मुलाकात हो

बीते हुये लमहों की कसक साथ तो होगी
ख्वाबों ही में हो चाहे, मुलाकात तो होगी

ये प्यार में डूबी हुई रंगीन फजायें
ये चेहरे, ये नज़रे, ये जवां रुत, ये हवायें
हम जाये कही इन की महक साथ तो होगी

फूलों की तरह दिल में बसाये हुये रखना
यादों के चरागों को जलाये हुये रखना
लंबा है सफ़र इस में कही रात तो होगी

ये साथ गुज़ारे हुये लमहात की दौलत
जज़बात की दौलत ये ख़यालात की दौलत
कुछ पास न हो पास ये सौगात तो होगी

abhī alvidā mat kaho dostoṅ
na jāne kahā phir mulākāt ho

bīte huye lamhoṅ kī kasak sāth to hogī
khvāboṅ hī meṅ ho chāhe, mulākāt to hogī

ye pyār meṅ ḍūbī huī raṅgīn phajāyeṅ
ye chehre, ye nazre, ye javāṅ rut, ye havāyeṅ
ham jāye kahī in kī mahak sāth to hogī

phūloṅ kī tarah dil meṅ basāye huye rakhnā
yādoṅ ke charāgoṅ ko jalāye huye rakhnā
laṅbā hai safar is meṅ kahī rāt to hogī

ye sāth guzāre huye lamhāt kī daulat
jazbāt kī daulat ye khayālāt kī daulat
kuchh pās na ho pās ye saugāt to hogī