बेदर्द तेरे दर्द को सीने से लगा के
बेदर्द तेरे दर्द को सीने से लगा के
रो लेंगे तसव्वुर में तुझे पास बिठा के -2
जब दूर थी उनसे मैं बहुत पास थी उनके
क्यूँ दूर किया था यूँ मुझे पास बुला के
बेदर्द तेरे दर्द को …
बरबाद भी होके न करेंगे तेरा शिकवा -2
हँस लेंगे गए वक़्त को हम सामने ला के
बेदर्द तेरे दर्द को …
ठण्डक उन्हें मिलती है अगर मेरी जलन से -2
देखूँगी तमाशा मैं भरे घर को जला के
बेदर्द तेरे दर्द को …
bedard tere dard ko sīne se lagā ke
ro leṅge tasavvur meṅ tujhe pās biṭhā ke -2
jab dūr thī unse maiṅ bahut pās thī unke
kyūṇ dūr kiyā thā yūṇ mujhe pās bulā ke
bedard tere dard ko …
barbād bhī hoke na kareṅge terā śhikvā -2
hṇs leṅge gae vaqt ko ham sāmne lā ke
bedard tere dard ko …
ṭhaṇḍak unheṅ miltī hai agar merī jalan se -2
dekhūṇgī tamāśhā maiṅ bhare ghar ko jalā ke
bedard tere dard ko …