बेदर्द शिकारी अरे बेदर्द शिकारी
ल: बेदर्द शिकारी अरे बेदर्द शिकारी
दो: बेदर्द शिकारी अरे बेदर्द शिकारी
ल: सुन बात हमारी अरे बेदर्द शिकारी
दो: बेदर्द शिकारी अरे बेदर्द शिकारी
सु: समझा है इसे तूने अमीरों का खिलौना -2
दुनिया में ग़रीबों की सखी आयेगी बारी
दो: बेदर्द शिकारी अरे बेदर्द शिकारी -2
ल: इतना तो ज़रा सोच ये बेटा है किसी का -2
क्या जाने कहाँ याद में माँ रोये बेचारी
दो: बेदर्द शिकारी अरे बेदर्द शिकारी -2
सु: टूटे हैं तेरे पंख मगर उड़ के दिखा दे
जो सामने आये उसे ठोकर से मिटा दे
ल: तू आह से संसार में तूफ़ान उठा दे
हर आस को फ़रियाद से एक आग बना दे
पिंजरे को जला दे अरे पिंजरे को जला दे
आ जाओ मेरे लाल ये माँ रो के पुकारी -4
la: bedard śhikārī are bedard śhikārī
do: bedard śhikārī are bedard śhikārī
la: sun bāt hamārī are bedard śhikārī
do: bedard śhikārī are bedard śhikārī
su: samjhā hai ise tūne amīroṅ kā khilaunā -2
duniyā meṅ ġharīboṅ kī sakhī āyegī bārī
do: bedard śhikārī are bedard śhikārī -2
la: itnā to zarā soch ye beṭā hai kisī kā -2
kyā jāne kahāṇ yād meṅ māṇ roye bechārī
do: bedard śhikārī are bedard śhikārī -2
su: ṭūṭe haiṅ tere paṅkh magar uṛ ke dikhā de
jo sāmne āye use ṭhokar se miṭā de
la: tū āh se saṅsār meṅ tūfān uṭhā de
har ās ko fariyād se ek āg banā de
piṅjre ko jalā de are piṅjre ko jalā de
ā jāo mere lāl ye māṇ ro ke pukārī -4