बेचैन दिल खोई सी नज़र तन्हाइयों में
बेचैन दिल खोई सी नज़र
तन्हाइयों में शाम-ओ-सहर
तुम याद आते हो
दिल नहीं पहलू में रह गईं दो आँखें
जाने क्या-क्या हमसे कह गईं दो आँखें
सुनसान रातों में अक्सर
जब चाँद पे जाती है नज़र
तुम याद आते हो
दिल तो दीवाना था हम भी क्या कर बैठे
मर्ज़ जाने क्या था क्या दवा कर बैठे
इक आह ठंडी सी भर कर
उनसे कोई कह दे जा कर
तुम याद आते हो
हम तो ये समझे थे ख़त्म है अफ़साना
उठ चुकी है महफ़िल रह गया वीराना
हमको न थी लेकिन ये ख़बर
ख़ुद हम कहेंगे रह-रह कर
तुम याद आते हो
बेचैन दिल खोई सी …
bechain dil khoī sī nazar
tanhāiyoṅ meṅ śhām-o-sahar
tum yād āte ho
dil nahīṅ pahlū meṅ rah gaīṅ do āṇkheṅ
jāne kyā-kyā hamse kah gaīṅ do āṇkheṅ
sunsān rātoṅ meṅ aksar
jab chāṇd pe jātī hai nazar
tum yād āte ho
dil to dīvānā thā ham bhī kyā kar baiṭhe
marz jāne kyā thā kyā davā kar baiṭhe
ik āh ṭhaṅḍī sī bhar kar
unse koī kah de jā kar
tum yād āte ho
ham to ye samjhe the khatm hai afsānā
uṭh chukī hai mahafil rah gayā vīrānā
hamko na thī lekin ye khabar
khud ham kaheṅge rah-rah kar
tum yād āte ho
bechain dil khoī sī …