Bataa do koee kaun galee gaye shyaam

बता दो कोई कौन गली गये श्याम्
Work
Year
Language

बता दो कोई कौन गली गये श्याम
बता दो कोई कौन गली गये श्याम
कौन गली गये श्याम
बता दो कोई कौन गली गये श्याम

झूटा धीरज आस दिला कर
अचक अचनक बाँह छुड़ा कर
वो तो गये हाय वो तो गये
रह गये यहाँ हम हाय कलेजा थाम
कौन गली गये श्याम
बता दो कोई कौन गली गये श्याम

वो छलिया निकले हरजाई
जिन संग हमने प्रीत निभाई
वो छलिया निकले हरजाई
जिन संग हमने प्रीत निभाई
रोवत आये भोर हमारी रोवत जाये शाम
रोवत जाए शाम
बता दो कोई कौन गली गये श्याम
कौन गली गये श्याम
बता दो कोई कौन गली गये श्याम

ऐसे भाग हमारे फूटे
आज तेरे सपने भी रूठे
ऐसे भाग हमारे फूटे
आज तेरे सपने भी रूठे
बेदर्दी तेरा क्‌या बिगड़ा
मेरी प्रीत फिरे बदनाम
प्रीत फिरे बदनाम
बता दो कोई कौन गली गये श्याम
बता दो कोई कौन गली गये श्याम्

batā do koī kaun galī gaye śhyām
batā do koī kaun galī gaye śhyām
kaun galī gaye śhyām
batā do koī kaun galī gaye śhyām

jhūṭā dhīraj ās dilā kar
achak achanak bāṇh chhuṛā kar
vo to gaye hāy vo to gaye
rah gaye yahāṇ ham hāy kalejā thām
kaun galī gaye śhyām
batā do koī kaun galī gaye śhyām

vo chhaliyā nikle harjāī
jin saṅg hamne prīt nibhāī
vo chhaliyā nikle harjāī
jin saṅg hamne prīt nibhāī
rovat āye bhor hamārī rovat jāye śhām
rovat jāe śhām
batā do koī kaun galī gaye śhyām
kaun galī gaye śhyām
batā do koī kaun galī gaye śhyām

aise bhāg hamāre phūṭe
āj tere sapne bhī rūṭhe
aise bhāg hamāre phūṭe
āj tere sapne bhī rūṭhe
bedardī terā k‌yā bigaṛā
merī prīt phire badnām
prīt phire badnām
batā do koī kaun galī gaye śhyām
batā do koī kaun galī gaye śhyām