Barkhaa raanee, zaraa jam ke barso, meraa dilbar jaa naa pae

बरखा रानी, ज़रा जम के बरसो, मेरा दिलबर जा ना पए
Work
Year
Language

बरखा रानी, ज़रा जम के बरसो
मेरा दिलबर जा ना पाए, झूमकर बरसो
बरखा रानी …

वो अभी तो आए हैं
कहते हैं हम जाएं हैं
यूँ बरस बरसों बरस
वो उम्र भर ना जाए रे
बरखा रानी …

मस्त सावन की घटा
बिजुरिया चमका ज़रा
यार मेरा डर के मेरे
सीने से लग जाए रे
बरखा रानी …

barkhā rānī, zarā jam ke barso
merā dilbar jā nā pāe, jhūmkar barso
barkhā rānī …

vo abhī to āe haiṅ
kahte haiṅ ham jāeṅ haiṅ
yūṇ baras barsoṅ baras
vo umr bhar nā jāe re
barkhā rānī …

mast sāvan kī ghaṭā
bijuriyā chamkā zarā
yār merā ḍar ke mere
sīne se lag jāe re
barkhā rānī …