Baree der se meghaa barsaa ho raamaa

बड़ी देर से मेघा बरसा हो रामा
Work
Year
Language

( बड़ी देर से मेघा बरसा हो रामा
जलीं कितनी रतियाँ ) -2
बड़ी देर से मेघा बरसा

इस पहलू झुलसी तो उस पहलू सोई -2
सारी रात सुलगी मैं आया ना कोई
हाँ
बैठी रही रख के हथेली पे दो अंखियाँ -2
जलीं कितनी रतियाँ
( बड़ी देर से मेघा बरसा हो रामा
जलीं कितनी रतियाँ ) -2
बड़ी देर से मेघा बरसा

थोड़ा सा तेज कभी थोड़ा सा हल्का -2
रोका ना जाये मुई अंखियों का टपका
हाँ
जागी रही ले के हथेली पे भीगी लड़ियाँ -2
जलीं कितनी रतियाँ
( बड़ी देर से मेघा बरसा हो रामा
जलीं कितनी रतियाँ ) -2
बड़ी देर से मेघा बरसा

( baṛī der se meghā barsā ho rāmā
jalīṅ kitnī ratiyāṇ ) -2
baṛī der se meghā barsā

is pahlū jhulsī to us pahlū soī -2
sārī rāt sulgī maiṅ āyā nā koī
hāṇ
baiṭhī rahī rakh ke hathelī pe do aṅkhiyāṇ -2
jalīṅ kitnī ratiyāṇ
( baṛī der se meghā barsā ho rāmā
jalīṅ kitnī ratiyāṇ ) -2
baṛī der se meghā barsā

thoṛā sā tej kabhī thoṛā sā halkā -2
rokā nā jāye muī aṅkhiyoṅ kā ṭapkā
hāṇ
jāgī rahī le ke hathelī pe bhīgī laṛiyāṇ -2
jalīṅ kitnī ratiyāṇ
( baṛī der se meghā barsā ho rāmā
jalīṅ kitnī ratiyāṇ ) -2
baṛī der se meghā barsā