बड़ी देर भई कब लोगे ख़बर मोरे राम्
बड़ी देर भई -2
कब लोगे ख़बर मोरे राम -2
बड़ी देर भई -2
कहते हैं तुम हो दया के सागर
फिर क्यूँ खाली मेरी गागर
झूमें झुके कभी न बरसे
कैसे हो तुम घनश्याम -2
हे राम -2
बड़ी देर भई -2
सुन के जो बहरे बन जाओगे
आप ही छलिया कहलाओगे
मेरी बात बने ना बने
हो जाओगे तुम बदनाम -2
हे राम -2
बड़ी देर भई -2
कब लोगे ख़बर मोरे राम -2
चलते-चलते मेरे पग हारे
आई जीवन की शाम
कब लोगे ख़बर मोरे राम
बड़ी देर भई -2
baṛī der bhaī -2
kab loge khabar more rām -2
baṛī der bhaī -2
kahte haiṅ tum ho dayā ke sāgar
phir kyūṇ khālī merī gāgar
jhūmeṅ jhuke kabhī na barse
kaise ho tum ghanaśhyām -2
he rām -2
baṛī der bhaī -2
sun ke jo bahre ban jāoge
āp hī chhaliyā kahlāoge
merī bāt bane nā bane
ho jāoge tum badnām -2
he rām -2
baṛī der bhaī -2
kab loge khabar more rām -2
chalte-chalte mere pag hāre
āī jīvan kī śhām
kab loge khabar more rām
baṛī der bhaī -2