बड़ा शैतान है दिल अजी बेईमान है दिल्
बड़ा शैतान है दिल अजी बेईमान है दिल -2
ना जाने कब किधर किस पर मचल जाए सम्भलना
बड़ा शैतान है …
जाने कहाँ किस मोड़ पे कोई हमें ऐसा मिले
जन्मों का जो साथी लगे मिलते ही जो दिल छीन ले
कोई ना जाने किस महफ़िल में वो महबूब मिले
दिल ना सम्भले नज़र-नज़र में ऐसे तीर चले
बड़ा नादान है दिल अजी शैतान है दिल
नज़र का तीर जाने जाने किस पे चल जाए संभलना
बड़ा शैतान है …
रोके नहीं रुकता नहीं बाँधे कभी बँधता नहीं
किस पर कहाँ आ जाए दिल इसका नहीं कोई यक़ीं
कैसे-कैसे रंग ये बदले जब हो जाए जवाँ
इसमें क्या-क्या चलें आँधियाँ जागें क्या तूफ़ाँ
अजी तूफ़ान है दिल बड़ा शैतान है दिल
ना जाने कहाँ किस पर फिसल जाए संभलना
बड़ा शैतान है …
baṛā śhaitān hai dil ajī beīmān hai dil -2
nā jāne kab kidhar kis par machal jāe sambhalnā
baṛā śhaitān hai …
jāne kahāṇ kis moṛ pe koī hameṅ aisā mile
janmoṅ kā jo sāthī lage milte hī jo dil chhīn le
koī nā jāne kis mahafil meṅ vo mahbūb mile
dil nā sambhle nazar-nazar meṅ aise tīr chale
baṛā nādān hai dil ajī śhaitān hai dil
nazar kā tīr jāne jāne kis pe chal jāe saṅbhalnā
baṛā śhaitān hai …
roke nahīṅ ruktā nahīṅ bāṇdhe kabhī bṇdhtā nahīṅ
kis par kahāṇ ā jāe dil iskā nahīṅ koī yaqīṅ
kaise-kaise raṅg ye badle jab ho jāe javāṇ
ismeṅ kyā-kyā chaleṅ āṇdhiyāṇ jāgeṅ kyā tūfāṇ
ajī tūfān hai dil baṛā śhaitān hai dil
nā jāne kahāṇ kis par phisal jāe saṅbhalnā
baṛā śhaitān hai …