बनाने वाले क्या तूने यही दुनिया बसाई है
बनाने वाले क्या तूने यही दुनिया बसाई है
हज़ारों ख़ूबियाँ होते फिर भी बुराई है
यह दुनिया ऐसी दुनिया है समझ में किसकी आई है
परखना भी यह मुश्क़िल है इसमें क्या बुराई है
चमकते चाँद को जब चाँदनी दी दाग़ क्यों बाँटे
बनाकर ख़ुशनुमा फूलों को उसमें भर दिए काँटे
अगर ऐसा न होता हर कोई मग़रूर हो जाता
बनाने वाले ने यह सोचकर दुनिया बनाई है
परखना भी यह …
banāne vāle kyā tūne yahī duniyā basāī hai
hazāroṅ khūbiyāṇ hote phir bhī burāī hai
yah duniyā aisī duniyā hai samajh meṅ kiskī āī hai
parakhnā bhī yah muśhqil hai ismeṅ kyā burāī hai
chamakte chāṇd ko jab chāṇdnī dī dāġh kyoṅ bāṇṭe
banākar khuśhnumā phūloṅ ko usmeṅ bhar die kāṇṭe
agar aisā na hotā har koī maġhrūr ho jātā
banāne vāle ne yah sochkar duniyā banāī hai
parakhnā bhī yah …