बनाई है इतनी बड़ी जिसने दुनिया
बनाई है इतनी बड़ी जिसने दुनिया
उसे टूटे दिल क बनाना न आया
बनाना न आया
जुदा तो किया उसने हमको मिलाकर
जुदा कर दिया तो मिलाना न आया
मिलाना न आया
सुना है के उसने सितारे बनाये
सुना है के उसने सितारे बनाए
दिये सैंकड़ों आस्माँ पर जलाये
आस्माँ पर जलाये
बुझा जो हमारा चिराग-ए-तमन्ना
उसे ये दिया तो जलाना न आया
जलाना न आया
ये आहों के शोले ये अश्क़ों की लडियाँ
ये आहों के शोले ये अश्क़ों की लडियाँ
ये रोती सी आँखों मेन सावन की झड़ियाँ
सावन की झड़ियाँ
जिगर में लगा दी है ये आग किसने
के दामन भी हमको बचाना न आया
बचाना न आया
बनाई है इतनी बड़ी जिसने दुनिया
उसे टूटे दिल क बनाना न आया
बनाना न आया
banāī hai itnī baṛī jisne duniyā
use ṭūṭe dil ka banānā na āyā
banānā na āyā
judā to kiyā usne hamko milākar
judā kar diyā to milānā na āyā
milānā na āyā
sunā hai ke usne sitāre banāye
sunā hai ke usne sitāre banāe
diye saiṅkaṛoṅ āsmāṇ par jalāye
āsmāṇ par jalāye
bujhā jo hamārā chirāg-e-tamannā
use ye diyā to jalānā na āyā
jalānā na āyā
ye āhoṅ ke śhole ye aśhqoṅ kī laḍiyāṇ
ye āhoṅ ke śhole ye aśhqoṅ kī laḍiyāṇ
ye rotī sī āṇkhoṅ men sāvan kī jhaṛiyāṇ
sāvan kī jhaṛiyāṇ
jigar meṅ lagā dī hai ye āg kisne
ke dāman bhī hamko bachānā na āyā
bachānā na āyā
banāī hai itnī baṛī jisne duniyā
use ṭūṭe dil ka banānā na āyā
banānā na āyā