बन के पंछी गाएँ प्यार का तराना
ल: बन के पंछी गाएँ प्यार का तराना -2
मिल जाए अगर आज कोई साथी मस्ताना -2
तो झूमें ये धरती और झूमे आसमाँ हो
को: बन के पंछी …
ल: आईं हसीनों की टोलियाँ -2
को: आ हा हा
ल: बोलें पिया-मिलन की बोलियाँ
मंज़िल पे आए कोई नैना मिलाए कोई
भर दे ये उल्फ़त की झोलियाँ
को: मंज़िल पे आए …
ल: बन के पंछी …
को: बन के पंछी …
ल: खेतों पे छाईं जवानियाँ -2
को: आ हा हा
ल: पत्तों पे लिखीं कहानियाँ
फूलों की डाल जैसे रंगीं रुमाल
कोई दे-दे हमें भी निशानियाँ
को: पत्तों पे लिखीं …
ल: बन के पंछी …
को: फूलों की डाल …
la: ban ke paṅchhī gāeṇ pyār kā tarānā -2
mil jāe agar āj koī sāthī mastānā -2
to jhūmeṅ ye dhartī aur jhūme āsmāṇ ho
ko: ban ke paṅchhī …
la: āīṅ hasīnoṅ kī ṭoliyāṇ -2
ko: ā hā hā
la: boleṅ piyā-milan kī boliyāṇ
maṅzil pe āe koī nainā milāe koī
bhar de ye ulfat kī jholiyāṇ
ko: maṅzil pe āe …
la: ban ke paṅchhī …
ko: ban ke paṅchhī …
la: khetoṅ pe chhāīṅ javāniyāṇ -2
ko: ā hā hā
la: pattoṅ pe likhīṅ kahāniyāṇ
phūloṅ kī ḍāl jaise raṅgīṅ rumāl
koī de-de hameṅ bhī niśhāniyāṇ
ko: pattoṅ pe likhīṅ …
la: ban ke paṅchhī …
ko: phūloṅ kī ḍāl …