Ban chale raam raghuraaee

बन चले राम रघुराई
Year
Language

Vइश्नुपन्त Pअग्निस: बन चले राम रघुराई
और संग जानकी माई
लछुमन जैसा भाई

अवधपुरी के नर-नारी ने
आँसू नदी बहाई
राम-राम करते दशरथ ने
अपनी जान गवाई
माता कौसल्या बिलपत?? डोले
क्‌यूँ पझरे दिनराई

बन चले राम रघुराई …

राम बिना मेरी सुनी अयोध्या
लछुमन बिन ठकुराई
सीता बिना मेरी सुनी रसोई
कौन करे चतुराई

बन चले राम रघुराई …

Pअग्निस अन्द चोरुस: बन चले राम रघुराई
बन चले राम रघुराई
बन चले राम रघुराई

Viśhnupant Pagnis: ban chale rām raghurāī
aur saṅg jānkī māī
lachhuman jaisā bhāī

avadhpurī ke nar-nārī ne
āṇsū nadī bahāī
rām-rām karte daśhrath ne
apnī jān gavāī
mātā kausalyā bilpat?? ḍole
k‌yūṇ pajhre dinrāī

ban chale rām raghurāī …

rām binā merī sunī ayodhyā
lachhuman bin ṭhakurāī
sītā binā merī sunī rasoī
kaun kare chaturāī

ban chale rām raghurāī …

Pagnis and chorus: ban chale rām raghurāī
ban chale rām raghurāī
ban chale rām raghurāī