Balmaa baraa naadaan re

बलमा बड़ा नादान रे
Work
Year
Language

बलमा बड़ा नादान, रे बलमा बड़ा नादान

बेदद.री संग नाता लागा
मेरे प्रीत का भाग न जागा
बिनती करूँ मैं, पैंया पड़ूँ मैं
अब तो मेरी मान रे
बलमा बड़ा नादान रे …

बैंया पकड़ूँ हाथ दबाऊँ
समझत नाहि कैसे सम्झाऊँ
लाख जतन कर, हार गयी मैं
रोगी हो गयी जान रे
बलमा बड़ा नादान रे …

balmā baṛā nādān, re balmā baṛā nādān

bedad.rī saṅg nātā lāgā
mere prīt kā bhāg na jāgā
bintī karūṇ maiṅ, paiṅyā paṛūṇ maiṅ
ab to merī mān re
balmā baṛā nādān re …

baiṅyā pakaṛūṇ hāth dabāūṇ
samjhat nāhi kaise samjhāūṇ
lākh jatan kar, hār gayī maiṅ
rogī ho gayī jān re
balmā baṛā nādān re …