बैठी हूँ तेरी याद का ले कर के सहारा
बैठी हूँ तेरी याद का लेकर के सहारा
आ जाओ के चमके मेरी क़िस्मत का सितारा
दिन रात जला करती हूँ फ़ुर्क़त में तुम्हारी
हर साँस धुआँ बनके निकलता है हमारा
आ जाओ के चमके …
चुप चाप सहे जाती हूँ मैं दर्द की चोटें
ले ले के जिये जाती हूँ मैं नाम तुम्हारा
आ जाओ के चमके …
अक्सर मेरी आँखों ने तुझे नीन्द में ढूँडा
उठ उठ के तुझे दिल ने कई बार पुकारा
आ जाओ के चमके …
baiṭhī hūṇ terī yād kā lekar ke sahārā
ā jāo ke chamke merī qismat kā sitārā
din rāt jalā kartī hūṇ furqat meṅ tumhārī
har sāṇs dhuāṇ banke nikaltā hai hamārā
ā jāo ke chamke …
chup chāp sahe jātī hūṇ maiṅ dard kī choṭeṅ
le le ke jiye jātī hūṇ maiṅ nām tumhārā
ā jāo ke chamke …
aksar merī āṇkhoṅ ne tujhe nīnd meṅ ḍhūṇḍā
uṭh uṭh ke tujhe dil ne kaī bār pukārā
ā jāo ke chamke …