बैठे है रहगुज़र पर दिल का दिया जलाए
शायद वो दर्द जाने, शायद वो लौट आए
आकाश पर सितारें चल चल के थम गए हैं
शबनम के सर्द आँसू फूलों पे जम गए हैं
हम पर नहीं किसी पर ऐ काश रहम खाए
राहों में खो गई है हसरत भरी निगाहें
कब से लचक रही है अरमान की नर्म बाहें
हर मोड़ पर तमन्ना आहट उसीकी पाए
बैठे है रहगुज़र पर दिल का दिया जलाये
Work
Year
Language
baiṭhe hai rahguzar par dil kā diyā jalāe
śhāyad vo dard jāne, śhāyad vo lauṭ āe
ākāśh par sitāreṅ chal chal ke tham gae haiṅ
śhabnam ke sard āṇsū phūloṅ pe jam gae haiṅ
ham par nahīṅ kisī par ai kāśh raham khāe
rāhoṅ meṅ kho gaī hai hasrat bharī nigāheṅ
kab se lachak rahī hai armān kī narm bāheṅ
har moṛ par tamannā āhaṭ usīkī pāe