बैरन नींद न आए -2
मोहे बैरन नींद न आए
मोरा जिया घबराए
बैरन नींद न …
सूनी पड़ी मेरी पलकों की गलियाँ -2
कौन खिलाए निंदिया की कलियाँ
अपने भी हैं पराए
मोहे बैरन नींद …
लाख जतन करूँ आँख ना लागे -2
सो गईं ख़ुशियाँ और ग़म जागे
घायल मन कित जाए
मोहे बैरन नींद …
याद आएं जब प्यार की बातें -2
और भी लम्बी हो जाएं रातें
भोर नज़र नहीं आए
मोहे बैरन नींद …
bairan nīṅd na āe -2
mohe bairan nīṅd na āe
morā jiyā ghabrāe
bairan nīṅd na …
sūnī paṛī merī palkoṅ kī galiyāṇ -2
kaun khilāe niṅdiyā kī kaliyāṇ
apne bhī haiṅ parāe
mohe bairan nīṅd …
lākh jatan karūṇ āṇkh nā lāge -2
so gaīṅ khuśhiyāṇ aur ġham jāge
ghāyal man kit jāe
mohe bairan nīṅd …
yād āeṅ jab pyār kī bāteṅ -2
aur bhī lambī ho jāeṅ rāteṅ
bhor nazar nahīṅ āe
mohe bairan nīṅd …