बहुत शुक्रिया, बड़ी मेहरबानी
र: बहुत शुक्रिया बड़ी मेहरबानी
मेरी ज़िन्दगी में हुज़ूर आप आए
कदम चूम लूँ या ये आँखें बिछा दूँ
करूँ क्या ये मेरी समझ में न आए
बहुत शुक्रिया…
करूँ पेश तुमको नज़राना दिल का
नज़राना दिल का
के बन जाए कोई अफ़साना दिल का
खुदा जाने ऐसी सुहानी घड़ी फिर - 2
मेरी ज़िन्दगी में पलट के न आए
बहुत शुक्रिया…
खुशी तो बहुत है, मगर ये भी ग़म है
के ये साथ अपना कदम दो कदम है
मगर ये मुसाफ़िर दुआ माँगता है - (2)
खुदा आपसे किसी दिन मिलाए
बहुत शुक्रिया…
आ: मुझे डर है मुझमें ग़ुरूर आ न जाए
लगूँ झूमने मैं सुरूर आ न जाए
कहीं दिल ये मेरा ये तारीफ़ सुनकर - (2)
तुम्हारा बने और मुझे भूल जाए
बहुत शुक्रिया…
ra: bahut śhukriyā baṛī meharbānī
merī zindgī meṅ huzūr āp āe
kadam chūm lūṇ yā ye āṇkheṅ bichhā dūṇ
karūṇ kyā ye merī samajh meṅ na āe
bahut śhukriyā…
karūṇ peśh tumko nazrānā dil kā
nazrānā dil kā
ke ban jāe koī afsānā dil kā
khudā jāne aisī suhānī ghaṛī phir - 2
merī zindgī meṅ palaṭ ke na āe
bahut śhukriyā…
khuśhī to bahut hai, magar ye bhī ġham hai
ke ye sāth apnā kadam do kadam hai
magar ye musāfir duā māṇgtā hai - (2)
khudā āpse kisī din milāe
bahut śhukriyā…
ā: mujhe ḍar hai mujhmeṅ ġhurūr ā na jāe
lagūṇ jhūmne maiṅ surūr ā na jāe
kahīṅ dil ye merā ye tārīf sunkar - (2)
tumhārā bane aur mujhe bhūl jāe
bahut śhukriyā…