बहुत बुरा है हाल तेरे मजबूर का
बहुत बुरा है हाल तेरे मजबूर का
कब टूटेगा बलम फ़ासला दूर का
मैं तड़पूँ निस दिन हाय
चैन नहीं आये
जिया है भारी
दिल में आग लगाये
बदरिया कारी
पिया साँवरे दिया है मुझ को
बदला कौ क़ुसूर का
कब टूटेगा बलम …
उठाऊँ कब तक ग़म का भार
बुरा संसार
न भाये जीना
बहती है दिन रात
आँख की मीना
दिल का सौदा कर सौदाग़र
मौसम नहीं गुरूर का
कब टूटेगा बलम …
bahut burā hai hāl tere majbūr kā
kab ṭūṭegā balam fāslā dūr kā
maiṅ taṛpūṇ nis din hāy
chain nahīṅ āye
jiyā hai bhārī
dil meṅ āg lagāye
badriyā kārī
piyā sāṇvre diyā hai mujh ko
badlā kau qusūr kā
kab ṭūṭegā balam …
uṭhāūṇ kab tak ġham kā bhār
burā saṅsār
na bhāye jīnā
bahtī hai din rāt
āṇkh kī mīnā
dil kā saudā kar saudāġhar
mausam nahīṅ gurūr kā
kab ṭūṭegā balam …