बहुत आसान है चिलमन से लगकर मुस्कुराना
र: बहुत आसान है चिलमन से लगकर मुस्कुराना -2
ल: बहुत मुश्किल है, हाये
बहुत मुश्किल है आकर सामने नज़रें
अजी नज़रें मिलाना
र: ज़माने में मुहब्बत सब को हो जाती है ज़ालिम -2
ल: मुहब्बत जिसको हो, हाये
मुहब्बत जिसको हो दुश्मन हुआ उसका
अजी उसका ज़माना
बहुत आसान है …
ल: उड़ी चेहरे की रंगत धड़कनों ने दिल टटोला -2
तसव्वुर में तेरा, हाये
तसव्वुर में तेरा बैठे बिठाये छेड़ जाना
बहुत आसान है …
र: पलट कर, देख कर, हंस कर, झिझक कर, सर झुका कर -2
किसीका यूँ मेरे, हाये
किसीका यूँ मेरे सोये हुए अरमान,
अजी अरमान जगाना
बहुत आसान है …
ra: bahut āsān hai chilman se lagkar muskurānā -2
la: bahut muśhkil hai, hāye
bahut muśhkil hai ākar sāmne nazreṅ
ajī nazreṅ milānā
ra: zamāne meṅ muhabbat sab ko ho jātī hai zālim -2
la: muhabbat jisko ho, hāye
muhabbat jisko ho duśhman huā uskā
ajī uskā zamānā
bahut āsān hai …
la: uṛī chehre kī raṅgat dhaṛaknoṅ ne dil ṭaṭolā -2
tasavvur meṅ terā, hāye
tasavvur meṅ terā baiṭhe biṭhāye chheṛ jānā
bahut āsān hai …
ra: palaṭ kar, dekh kar, haṅs kar, jhijhak kar, sar jhukā kar -2
kisīkā yūṇ mere, hāye
kisīkā yūṇ mere soye hue armān,
ajī armān jagānā
bahut āsān hai …