बहोत दिया देने वाले ने तुझको
बहोत दिया देने वाले ने तुझको -2
आँचल ही न समाये तो क्या कीजे
बीत गये जैसे ये दिन रैना
बाकी भी कट जाये दुआ कीजे
जो भी दे-दे मालिक तू कर ले क़ुबूल -2
कभी-कभी काँटों में भी खिलते हैं फूल
वहाँ देर भले है अन्धेर नहीं
घबरा के यूँ गिला मत कीजे
बहोत दिया देने वाले ने तुझको
आँचल ही न समाये तो क्या कीजे
देंगे दुःख कब तक भरम के ये चोर -2
अरे ढलेगी ये रात प्यारे फिर होगी भोर
कब रोके रुकी है समय की नदिया
घबरा के यूँ गिला मत कीजे
बहोत दिया देने वाले ने तुझको
आँचल ही न समाये तो क्या कीजे
बीत गये जैसे ये दिन रैना
बाकी भी कट जाये दुआ कीजे
bahot diyā dene vāle ne tujhko -2
āṇchal hī na samāye to kyā kīje
bīt gaye jaise ye din rainā
bākī bhī kaṭ jāye duā kīje
jo bhī de-de mālik tū kar le qubūl -2
kabhī-kabhī kāṇṭoṅ meṅ bhī khilte haiṅ phūl
vahāṇ der bhale hai andher nahīṅ
ghabrā ke yūṇ gilā mat kīje
bahot diyā dene vāle ne tujhko
āṇchal hī na samāye to kyā kīje
deṅge duḥakh kab tak bharam ke ye chor -2
are ḍhalegī ye rāt pyāre phir hogī bhor
kab roke rukī hai samay kī nadiyā
ghabrā ke yūṇ gilā mat kīje
bahot diyā dene vāle ne tujhko
āṇchal hī na samāye to kyā kīje
bīt gaye jaise ye din rainā
bākī bhī kaṭ jāye duā kīje