बहे न कभी नैन से नीर
उठी हो चाहे दिल में पीर
बाँवरे यही प्रीत की रीत
आशायें मिट जायें तो मिट जायें
दिल की आहें कभी न बाहर आयें
भरी हो होंठों पर मुस्कान
न कोई ले दिल को पहचान
इसी में है रे तेरी जीत
बाँवरे यही प्रीत की रीत
दीपक जले भवन में रहे पतंगा बन में
प्रीत खींच कर लायी उसे जलाया क्शण में
जलन का उसे कहाँ था होश
प्यार का चढ़ा हुआ था जोश
गा रही दुनियाँ उसकी गीत
बाँवरे यही प्रीत की रीत्
bahe na kabhī nain se nīr
uṭhī ho chāhe dil meṅ pīr
bāṇvre yahī prīt kī rīt
āśhāyeṅ miṭ jāyeṅ to miṭ jāyeṅ
dil kī āheṅ kabhī na bāhar āyeṅ
bharī ho hoṅṭhoṅ par muskān
na koī le dil ko pahchān
isī meṅ hai re terī jīt
bāṇvre yahī prīt kī rīt
dīpak jale bhavan meṅ rahe pataṅgā ban meṅ
prīt khīṅch kar lāyī use jalāyā kśhaṇ meṅ
jalan kā use kahāṇ thā hośh
pyār kā chaṛhā huā thā jośh
gā rahī duniyāṇ uskī gīt
bāṇvre yahī prīt kī rīt