Bahe ankhiyon se dhaar jiyaa meraa beqraar ... dil tor ke

बहे अँखियों से धार जिया मेरा बेक़रार ... दिल तोड़ के
Work
Year
Language

( बहे अँखियों से धार
जिया मेरा बेक़रार
सुनो सुनो दिलदार
जाओगे कहाँ
दिल तोड़ के
दिल तोड़ के ) -2

( ओ साथी मेरी तक़दीर के
तुम्हें कैसे दिखाऊँ दिल चीर के ) -2
मेरा पहला-पहला प्यार
मेरी पहली-पहली हार
सुनो सुनो दिलदार
जाओगे कहाँ
दिल तोड़ के
दिल तोड़ के

( मेरी दुनिया तो है बरबाद ही
लेते जाओ तुम अपनी याद भी ) -2
लिये अंसुओं के हार
करूँ तुमसे पुकार
सुनो सुनो दिलदार
जाओगे कहाँ
दिल तोड़ के
दिल तोड़ के

जब नज़रें किसी को न पायेंगी
मोसे रतियाँ गुज़ारी न जायेंगी
लेके दिल में इन्तज़ार
कैसे बीतेगी बहार
सुनो सुनो दिलदार
जाओगे कहाँ
दिल तोड़ के
दिल तोड़ के

बहे अँखियों से धार
जिया मेरा बेक़रार
सुनो सुनो दिलदार
जाओगे कहाँ
दिल तोड़ के
दिल तोड़ के

( bahe aṇkhiyoṅ se dhār
jiyā merā beqrār
suno suno dildār
jāoge kahāṇ
dil toṛ ke
dil toṛ ke ) -2

( o sāthī merī taqdīr ke
tumheṅ kaise dikhāūṇ dil chīr ke ) -2
merā pahlā-pahlā pyār
merī pahlī-pahlī hār
suno suno dildār
jāoge kahāṇ
dil toṛ ke
dil toṛ ke

( merī duniyā to hai barbād hī
lete jāo tum apnī yād bhī ) -2
liye aṅsuoṅ ke hār
karūṇ tumse pukār
suno suno dildār
jāoge kahāṇ
dil toṛ ke
dil toṛ ke

jab nazreṅ kisī ko na pāyeṅgī
mose ratiyāṇ guzārī na jāyeṅgī
leke dil meṅ intazār
kaise bītegī bahār
suno suno dildār
jāoge kahāṇ
dil toṛ ke
dil toṛ ke

bahe aṇkhiyoṅ se dhār
jiyā merā beqrār
suno suno dildār
jāoge kahāṇ
dil toṛ ke
dil toṛ ke