बहारों से पूछो नज़ारों से पूछो
हे: बहारों से पूछो नज़ारों से पूछो
दिल क्यों दिवाना मेरा हो गया
लाख सम्भाला मगर खो गया
ल: बहारों से पूछो नज़ारों से पूछो
दिल क्यों दिवाना मेरा हो गया
लाख सम्भाला मगर खो गया
ल: तू भी दिवाना सनम मैं भी दीवानी
उल्फ़त की है अजब कहानी
तु भी दिवाना सनम मैं भी दिवानी
हे: उल्फ़त की है अजब कहानी
ल: मेरा दिल तेरा कैसे हो गया
दो: लख सम्भाला मगर खो गया
हे: बड़ने लगी है अब बेक़रारी
ल: मिटने लगी है नींद हमारी
हे: दिल को ना जाने ये क्या हो गया
ल/हे: लख सम्भाला मगर खो गया …
he: bahāroṅ se pūchho nazāroṅ se pūchho
dil kyoṅ divānā merā ho gayā
lākh sambhālā magar kho gayā
la: bahāroṅ se pūchho nazāroṅ se pūchho
dil kyoṅ divānā merā ho gayā
lākh sambhālā magar kho gayā
la: tū bhī divānā sanam maiṅ bhī dīvānī
ulfat kī hai ajab kahānī
tu bhī divānā sanam maiṅ bhī divānī
he: ulfat kī hai ajab kahānī
la: merā dil terā kaise ho gayā
do: lakh sambhālā magar kho gayā
he: baṛne lagī hai ab beqrārī
la: miṭne lagī hai nīṅd hamārī
he: dil ko nā jāne ye kyā ho gayā
la/he: lakh sambhālā magar kho gayā …