बहारों की दुनिया पुकारे तू आ जा
तलत:आ जा, आ जा
(बहारों की दुनिया पुकारे तू आ जा)-2
तेरे मुन्तज़िर हैं सितारे तू आ जा
बहारों की दुनिया
तलत:सदा ख़ुश रहे तू, भुला देने वाले
दुआ दे रहे हैं, दुआ देने वाले
दुआ देने वाले
मेरी ज़िंदगी के सहारे तू आ जा
बहारों की दुनिया
अश:असीरे-ए-क़फ़स हूँ, ज़बां पर है नाले
ज़बां पर हैं नाले
हमारी मुहब्बत ख़ुदा के हवाले
कुदा के हवाले
करे दूर से दिल इशारे तू आ जा
तलत:खयालों के दामन में ग़म आ गया है
ग़म आ गया है
चली आ के आँखों में दम आ गया है
दम आ गया है
परेशां हैं तुझ बिन नज़ारे तू आ जा
बहारों की दुनिया
अश:तेरी याद शाम-ओ-सेहर जागती है
सेहर जागती है
नसीबा है सोया नज़र जागती है
नज़र जागती है
ख़ुशी बनके दिल में हमारे तू आ जा
दिल-ए-मुन्तज़िर में(हैं ?) सितारे तू आ जा
तलत:बहारों की दुनिया पुकारे तू आ जा
बहारों की दुनिया
talat:ā jā, ā jā
(bahāroṅ kī duniyā pukāre tū ā jā)-2
tere muntazir haiṅ sitāre tū ā jā
bahāroṅ kī duniyā
talat:sadā khuśh rahe tū, bhulā dene vāle
duā de rahe haiṅ, duā dene vāle
duā dene vāle
merī ziṅdgī ke sahāre tū ā jā
bahāroṅ kī duniyā
aśh:asīre-e-qafas hūṇ, zabāṅ par hai nāle
zabāṅ par haiṅ nāle
hamārī muhabbat khudā ke havāle
kudā ke havāle
kare dūr se dil iśhāre tū ā jā
talat:khayāloṅ ke dāman meṅ ġham ā gayā hai
ġham ā gayā hai
chalī ā ke āṇkhoṅ meṅ dam ā gayā hai
dam ā gayā hai
pareśhāṅ haiṅ tujh bin nazāre tū ā jā
bahāroṅ kī duniyā
aśh:terī yād śhām-o-sehar jāgtī hai
sehar jāgtī hai
nasībā hai soyā nazar jāgtī hai
nazar jāgtī hai
khuśhī banke dil meṅ hamāre tū ā jā
dil-e-muntazir meṅ(haiṅ ?) sitāre tū ā jā
talat:bahāroṅ kī duniyā pukāre tū ā jā
bahāroṅ kī duniyā