Badlee badlee duniyaa hai meree

बदली बदली दुनिया है मेरी
Year
Language

म: बदली बदली दुनिया है मेरी
जादू है ये क्‌या तेरे नैनन का
ल: <बनके कजरा अँखियों में रहा
एक सुंदर सपना बचपन का> -2

ल: कहती थी सदा दिलकी धड़कन -2
तू बैठ बिछाके अपने नयन
सच्ची है अगर ये तेरी लगन
लौट आएगा साथी जीवन का

म/ल: बदली बदली दुनिया …

म: मेरे गीतों के चंचल स्वर -2
आए होंगे बादल बनकर
बरसे होंगे इस आँगन पर
देके संदेस मेरे मन का

म/ल: बदली बदली दुनिया …

ल: इस रात को चाँद तले ये मिलन
म/ल: इस रात को चाँद तले ये मिलन
ल: चुप देख रहा है नील गगन
म/ल: दौहरायेगा ये मद-मस्त पवन
संगीत हमारी धड़कन का

म/ल: बदली बदली दुनिया …

ma: badlī badlī duniyā hai merī
jādū hai ye k‌yā tere nainan kā
la: -2

la: kahtī thī sadā dilkī dhaṛkan -2
tū baiṭh bichhāke apne nayan
sachchī hai agar ye terī lagan
lauṭ āegā sāthī jīvan kā

ma/la: badlī badlī duniyā …

ma: mere gītoṅ ke chaṅchal svar -2
āe hoṅge bādal bankar
barse hoṅge is āṇgan par
deke saṅdes mere man kā

ma/la: badlī badlī duniyā …

la: is rāt ko chāṇd tale ye milan
ma/la: is rāt ko chāṇd tale ye milan
la: chup dekh rahā hai nīl gagan
ma/la: dauhrāyegā ye mad-mast pavan
saṅgīt hamārī dhaṛkan kā

ma/la: badlī badlī duniyā …