बदनसीबी का गिला ऐ दिल-ए-नाशाद न कर्
बदनसीबी का गिला ऐ दिल-ए-नाशाद न कर
हाय फ़रियाद न कर
हर घड़ी ऐश का सामान कहाँ रहता है
ज़िंदगी भर कोई महमान कहाँ रहता है
ग़म बड़ी चीज़ है इस चीज़ को बरबाद न कर
रोने वाले तेरे रोने पे हँसी आती है
जो घड़ी बीत गयी वो भी कभी आती है
जब वो ज़िन्ना नहीं तब से तो उन्हें याद न कर
ये तेरा अश्क़ बहाना कभी और आहें भरना
प्यार की रित नहीं प्यार को रुसवा करना
घुट के मर जा मगर ऐ दिल कभी फ़रियाद न कर्
badansībī kā gilā ai dil-e-nāśhād na kar
hāy fariyād na kar
har ghaṛī aiśh kā sāmān kahāṇ rahtā hai
ziṅdgī bhar koī mahmān kahāṇ rahtā hai
ġham baṛī chīz hai is chīz ko barbād na kar
rone vāle tere rone pe hṇsī ātī hai
jo ghaṛī bīt gayī vo bhī kabhī ātī hai
jab vo zinnā nahīṅ tab se to unheṅ yād na kar
ye terā aśhq bahānā kabhī aur āheṅ bharnā
pyār kī rit nahīṅ pyār ko rusvā karnā
ghuṭ ke mar jā magar ai dil kabhī fariyād na kar