बदल जाये दुनियाँ न बदलेंगे हम्
बदल जाये दुनियाँ न बदलेंगे हम
तुम्हारी क़सम
तुम्हारे हैं कि जब तक दम में है दम
तुम्हारी क़सम
कहो नाम का उल्फ़त का बदनाम क्यों है
हमारी वफ़ाओं पे इल्ज़ाम क्यों है
बताओ तो होगा तुम्हारा क़रम
तुम्हारी क़सम
बदल जाये दुनियाँ …
ये माना है मुश्किल मुहब्बत की राहें
अगर डाल दो तुम बाहों में बाहें
खुशी से सहेंगे तुम्हारे सितम
तुम्हारी क़सम
बदल जाये दुनियाँ …
जहाँ तक जहाँ के नज़ारे रहेंगे
तुम्हारे रहे हैं तुम्हारे रहेंगे
न डोलेंगे उल्फ़त में अपने क़दम
तुम्हारी क़सम
बदल जाये दुनियाँ …
badal jāye duniyāṇ na badleṅge ham
tumhārī qasam
tumhāre haiṅ ki jab tak dam meṅ hai dam
tumhārī qasam
kaho nām kā ulfat kā badnām kyoṅ hai
hamārī vafāoṅ pe ilzām kyoṅ hai
batāo to hogā tumhārā qaram
tumhārī qasam
badal jāye duniyāṇ …
ye mānā hai muśhkil muhabbat kī rāheṅ
agar ḍāl do tum bāhoṅ meṅ bāheṅ
khuśhī se saheṅge tumhāre sitam
tumhārī qasam
badal jāye duniyāṇ …
jahāṇ tak jahāṇ ke nazāre raheṅge
tumhāre rahe haiṅ tumhāre raheṅge
na ḍoleṅge ulfat meṅ apne qadam
tumhārī qasam
badal jāye duniyāṇ …