बच के बलम कहाँ जाओगे
हमें तुम पीछे पीछे पाओगे
आज तो सैंया मोरा ज़माना
जाए न खाली मेरा निशाना
मारूँगी तिरछी नजरिया
छोड़ूँ न तोहे साँवरिया
बच के बलम कहाँ जाओगे …
प्रीत कजरा नैन में डोले
मन में जवानी खाए झकोले
ठहरे न सिर पे चुन्दरिया
छोड़ूँ न तोहे …
जाओगे कैसे मोड़ के बैंया
तुम से लड़ूँगी आज मैं सैंया
देखेगी सारी नगरिया
छोड़ूँ न तोहे …
bach ke balam kahāṇ jāoge
hameṅ tum pīchhe pīchhe pāoge
āj to saiṅyā morā zamānā
jāe na khālī merā niśhānā
mārūṇgī tirchhī najriyā
chhoṛūṇ na tohe sāṇvriyā
bach ke balam kahāṇ jāoge …
prīt kajrā nain meṅ ḍole
man meṅ javānī khāe jhakole
ṭhahre na sir pe chundriyā
chhoṛūṇ na tohe …
jāoge kaise moṛ ke baiṅyā
tum se laṛūṇgī āj maiṅ saiṅyā
dekhegī sārī nagriyā
chhoṛūṇ na tohe …