बावरा मन देखने चला एक सपना
बावरे से मन की देखो बावरी हैं बातें
बावरी सी धड़कने हैं, बावरी हैं साँसें
बावरी सी करवटों से निंदिया दूर भागे
बावरे से नैन चाहे, बावरे झरोकों से, बावरे नजारों को तकना
बावरा मन देखने चला एक सपना
बावरे से इस जहां मैं बावरा एक साथ हो
इस सयानी भीड़ मैं बस हाथों में तेरा हाथ हो
बावरी सी धुन हो कोई, बावरा एक राग हो
बावरे से पैर चाहें, बावरें तरानों के, बावरे से बोल पे थिरकना
बावरा मन देखने चला एक सपना
बावरा सा हो अंधेरा, बावरी खामोशियाँ
थरथराती लौ हो मद्धम, बावरी मदहोशियाँ
बावरा एक घुंघटा चाहे, हौले हौले बिन बताये, बावरे से मुखड़े से सरकना
बावरा मन देखने चला एक सपना
बावरा मन देखने चला एक सपना
Year
Language
bāvrā man dekhne chalā ek sapnā
bāvre se man kī dekho bāvrī haiṅ bāteṅ
bāvrī sī dhaṛakne haiṅ, bāvrī haiṅ sāṇseṅ
bāvrī sī karavṭoṅ se niṅdiyā dūr bhāge
bāvre se nain chāhe, bāvre jharokoṅ se, bāvre najāroṅ ko taknā
bāvrā man dekhne chalā ek sapnā
bāvre se is jahāṅ maiṅ bāvrā ek sāth ho
is sayānī bhīṛ maiṅ bas hāthoṅ meṅ terā hāth ho
bāvrī sī dhun ho koī, bāvrā ek rāg ho
bāvre se pair chāheṅ, bāvreṅ tarānoṅ ke, bāvre se bol pe thiraknā
bāvrā man dekhne chalā ek sapnā
bāvrā sā ho aṅdherā, bāvrī khāmośhiyāṇ
tharathrātī lau ho maddham, bāvrī madhośhiyāṇ
bāvrā ek ghuṅghṭā chāhe, haule haule bin batāye, bāvre se mukhaṛe se saraknā
bāvrā man dekhne chalā ek sapnā