Baalamvaa naadaan

बालमवा नादान्
Work
Year
Language

बालमवा नादान
समझाये न समझे दिल की बतियाँ
बालमवा नादान
बालमवा नादान हो नादान हो नादान हो नादान

बलमा जा जा जा
अब कौन तुझे समझाये

मैं चन्दा की चाँदनी हूं मैं तारों की रानी
मेरे मतवाले नैनो से छलके मस्त जवानी
इन नैनो की बलमा तू ने कोई क़दर न जानी
बलमा जा जा जा …

एक रत की महफ़िल है ये झूम ले ओ मस्ताने
देख शमा पर आ कर कैसे मरते हैं परवाने
जी के मरना मर के जीना पगले तू क्‌या जाने
बलमा जा जा जा …

bālamvā nādān
samjhāye na samjhe dil kī batiyāṇ
bālamvā nādān
bālamvā nādān ho nādān ho nādān ho nādān

balmā jā jā jā
ab kaun tujhe samjhāye

maiṅ chandā kī chāṇdnī hūṅ maiṅ tāroṅ kī rānī
mere matvāle naino se chhalke mast javānī
in naino kī balmā tū ne koī qadar na jānī
balmā jā jā jā …

ek rat kī mahafil hai ye jhūm le o mastāne
dekh śhamā par ā kar kaise marte haiṅ parvāne
jī ke marnā mar ke jīnā pagle tū k‌yā jāne
balmā jā jā jā …