बाहोश--हवास मैं दीवाना ये आज वसीयत करता हूँ
ये दिल ये जाँ मिले तुमको मैं तुमसे मुहब्बत करता हूँ
मेरे जीते जी यार तुम्हे, मेरी सारी जागीर मिले
वो ख़्वाब जो मैं ने देखे हैं, उन ख़्वाबों की ताबीर मिले
हर एक तमन्ना के बदले में आज ये हसरत करता हूँ
ये दिल ये जाँ मिले तुमको …
मेरी आँखों में नींद नहीं, मेरे होंठों पर प्यास नहीं
हर चीज़ तुम्हारे नाम हुई, अब कुछ भी मेरे पास नहीं
तुमने तो लूट लिया मुझको, मैं तुमसे शिक़ायत करता हूँ
ये दिल ये जाँ मिले तुमको …
bāhośh--havās maiṅ dīvānā ye āj vasīyat kartā hūṇ
ye dil ye jāṇ mile tumko maiṅ tumse muhabbat kartā hūṇ
mere jīte jī yār tumhe, merī sārī jāgīr mile
vo khvāb jo maiṅ ne dekhe haiṅ, un khvāboṅ kī tābīr mile
har ek tamannā ke badle meṅ āj ye hasrat kartā hūṇ
ye dil ye jāṇ mile tumko …
merī āṇkhoṅ meṅ nīṅd nahīṅ, mere hoṅṭhoṅ par pyās nahīṅ
har chīz tumhāre nām huī, ab kuchh bhī mere pās nahīṅ
tumne to lūṭ liyā mujhko, maiṅ tumse śhiqāyat kartā hūṇ
ye dil ye jāṇ mile tumko …