Baahon men chale aao, ham se sanam kyaa pardaa

बाहों में चले आओ, हम से सनम क्या पर्दा
Work
Year
Language

बाहों में चले आओ, हमसे सनम क्या पर्दा
ये आज का नहीं मिलन, ये संग है उम्रभर का

चले ही जाना है, नजर चुरा के यूँ
फिर थामी थी साजन तुम ने मेरी कलाई क्यों?
किसीको अपना बनाके छोड़ दे
ऐसा कोई नहीं करता

कभी कभी कुछ तो कहो पिया हमसे
ए, कम से कम आज तो खुलके मिलो ज़रा हम से
है रात अपनी, जो तुम हो अपने
किसी का फिर हमे डर क्या?

bāhoṅ meṅ chale āo, hamse sanam kyā pardā
ye āj kā nahīṅ milan, ye saṅg hai umrbhar kā

chale hī jānā hai, najar churā ke yūṇ
phir thāmī thī sājan tum ne merī kalāī kyoṅ?
kisīko apnā banāke chhoṛ de
aisā koī nahīṅ kartā

kabhī kabhī kuchh to kaho piyā hamse
e, kam se kam āj to khulke milo zarā ham se
hai rāt apnī, jo tum ho apne
kisī kā phir hame ḍar kyā?