Baadlon men chhip rahaa hai chaand kyoon

बादलों में छिप रहा है चाँद क्‌यूँ
Year
Language

अ: ( बादलों में छिप रहा है चाँद क्‌यूँ
कु: अपने हुस्न की हया से पूछ लो
अ: चाँदनी पड़ी है मांद क्‌यूँ
कु: अपनी ही किसी अदा से पूछ लो ) -2

अ: मेरी हसरतों पे बेखुदी सी छा गई
तुमको देखकर निगाह लड़खड़ा गई
कु: मेरी हसरतों पे …
अ: निगाह लड़खड़ा गई
कु: निगाह लड़खड़ा गई
हो रहा हूँ मैं नशे में चूर क्‌यूँ
अ: झूमती हुई फ़िज़ा से पूछ लो
कु: हो रहा है बिन पिए सुरूर क्‌यूँ
अ: मेरी ज़ुल्फ़ की घटा से पूछ लो
बादलों में छिप रहा …

कु: दूर मुझसे ग़म है और ख़ुशी करीब है
आज मेरा प्यार कितना ख़ुशनसीब है
अ: दूर मुझसे ग़म है …
कु: कितना ख़ुशनसीब है
अ: कितना ख़ुशनसीब है
चूमता है मेरा अंग अंग क्‌यूँ
कु: अपनी रूह की अदा से पूछ लो
अ: बज रहे हैं दिल में जलतरंग क्‌यूँ
कु: गीत छेड़ती हवा से पूछ लो
अ: बादलों में छिप रहा …

a: ( bādloṅ meṅ chhip rahā hai chāṇd k‌yūṇ
ku: apne husn kī hayā se pūchh lo
a: chāṇdnī paṛī hai māṅd k‌yūṇ
ku: apnī hī kisī adā se pūchh lo ) -2

a: merī hasartoṅ pe bekhudī sī chhā gaī
tumko dekhkar nigāh laṛkhaṛā gaī
ku: merī hasartoṅ pe …
a: nigāh laṛkhaṛā gaī
ku: nigāh laṛkhaṛā gaī
ho rahā hūṇ maiṅ naśhe meṅ chūr k‌yūṇ
a: jhūmtī huī fizā se pūchh lo
ku: ho rahā hai bin pie surūr k‌yūṇ
a: merī zulf kī ghaṭā se pūchh lo
bādloṅ meṅ chhip rahā …

ku: dūr mujhse ġham hai aur khuśhī karīb hai
āj merā pyār kitnā khuśhansīb hai
a: dūr mujhse ġham hai …
ku: kitnā khuśhansīb hai
a: kitnā khuśhansīb hai
chūmtā hai merā aṅg aṅg k‌yūṇ
ku: apnī rūh kī adā se pūchh lo
a: baj rahe haiṅ dil meṅ jaltaraṅg k‌yūṇ
ku: gīt chheṛtī havā se pūchh lo
a: bādloṅ meṅ chhip rahā …