Baabul moraa, naihar chhooto hee jaae

बाबुल मोरा, नैहर छूटो ही जाए
Year
Language

बाबुल मोरा, नैहर छूटो ही जाए
बाबुल मोरा, नैहर छूटो ही जाए

चार कहार मिल, मोरी डोलिया सजावें - 4
मोरा अपना बेगाना छुटो जाए
बाबुल मोरा …

आँगना तो पर्बत भयो और देहरी भयी बिदेश
जे बाबुल घर आपना मैं पीया के देश
बाबुल मोरा …

बाबुल मोरा, नैहर छूटो ही जाए
बाबुल मोरा, नैहर छूटो ही जाए

bābul morā, naihar chhūṭo hī jāe
bābul morā, naihar chhūṭo hī jāe

chār kahār mil, morī ḍoliyā sajāveṅ - 4
morā apnā begānā chhuṭo jāe
bābul morā …

āṇgnā to parbat bhayo aur dehrī bhayī bideśh
je bābul ghar āpnā maiṅ pīyā ke deśh
bābul morā …

bābul morā, naihar chhūṭo hī jāe
bābul morā, naihar chhūṭo hī jāe