बाबा मन की आँखें खोल
मन की आँखें खोल बाबा
दुनिया क्या है एक तमाशा
चार दिनों की झूठी आशा
पल में तोला पल में माशा
ज्ञान तराज़ु लेके हाथ में तोल सके तो तोल
बाबा मन की …
मतलब की सब दुनियादारी
मतलब के सब हैं संसारी
जग में तेरा हो हितकारी
तन मन का सब जोर लगाकर नाम हरि का बोल
बाबा मन की …
bābā man kī āṇkheṅ khol
man kī āṇkheṅ khol bābā
duniyā kyā hai ek tamāśhā
chār dinoṅ kī jhūṭhī āśhā
pal meṅ tolā pal meṅ māśhā
jñān tarāzu leke hāth meṅ tol sake to tol
bābā man kī …
matalab kī sab duniyādārī
matalab ke sab haiṅ saṅsārī
jag meṅ terā ho hitkārī
tan man kā sab jor lagākar nām hari kā bol
bābā man kī …