और नहीं कुछ तुमसे कहना ... जीवन साथी साथ में रहना
और नहीं कुछ तुमसे कहना
जीवन साथी जीवन साथी जीवन साथी साथ में रहना
और नहीं कुछ …
दीप नहीं तो कैसी ज्योती सीप नहीं तो कैसा मोती
चाँद बिना क्या चाँदनी होती
है रात से दिन दिन से है रैना
जीवन साथी जीवन साथी …
सीता के बिन राम अधूरा राधा के बिन श्याम अधूरा
एक अकेला नाम अधूरा
तुम ही कहना ये सच है ना
जीवन साथी जीवन साथी …
कुछ देखूं जब मैं तुममें देखूं
छोड़ के मैं सब कुछ तुमको देखूं
जब देखूं मैं तुमको देखूं
और न देखें कुछ ये नैना
जीवन साथी जीवन साथी …
रख दो प्यार का नाम किनारा
हम मौजें ये जीवन धारा
बहता जाये ये जग सारा
मुझसे अलग हो के मत रहना
जीवन साथी जीवन साथी …
aur nahīṅ kuchh tumse kahnā
jīvan sāthī jīvan sāthī jīvan sāthī sāth meṅ rahnā
aur nahīṅ kuchh …
dīp nahīṅ to kaisī jyotī sīp nahīṅ to kaisā motī
chāṇd binā kyā chāṇdnī hotī
hai rāt se din din se hai rainā
jīvan sāthī jīvan sāthī …
sītā ke bin rām adhūrā rādhā ke bin śhyām adhūrā
ek akelā nām adhūrā
tum hī kahnā ye sach hai nā
jīvan sāthī jīvan sāthī …
kuchh dekhūṅ jab maiṅ tummeṅ dekhūṅ
chhoṛ ke maiṅ sab kuchh tumko dekhūṅ
jab dekhūṅ maiṅ tumko dekhūṅ
aur na dekheṅ kuchh ye nainā
jīvan sāthī jīvan sāthī …
rakh do pyār kā nām kinārā
ham maujeṅ ye jīvan dhārā
bahtā jāye ye jag sārā
mujhse alag ho ke mat rahnā
jīvan sāthī jīvan sāthī …