अब और कब तक आँसू पोंछें नाथ अनाथ हमारे
हम तन मन वचन तुम्हारे
नाथ और कब तक आँसू पोंछें
जुगल चरण के जुगल पुजारी देखे बाट तुम्हारी
जुगल कमल खिलते मुरझाते
पथ में सांझ-सकारे
अब और कब तक आँसू पोंछें …
घूँघट खोल देख लिया मुखड़ा
ह्रिदय खोल देखो दुखडा
जग से कुछ न कहे मन मेरा
केवल तुम्हे पुकारे
हम तन मन वचन तुमहारे
नाथ और कब तक आँसू पोंछें …
ab aur kab tak āṇsū poṅchheṅ nāth anāth hamāre
ham tan man vachan tumhāre
nāth aur kab tak āṇsū poṅchheṅ
jugal charaṇ ke jugal pujārī dekhe bāṭ tumhārī
jugal kamal khilte murjhāte
path meṅ sāṅjh-sakāre
ab aur kab tak āṇsū poṅchheṅ …
ghūṇghaṭ khol dekh liyā mukhaṛā
hriday khol dekho dukhḍā
jag se kuchh na kahe man merā
keval tumhe pukāre
ham tan man vachan tumhāre
nāth aur kab tak āṇsū poṅchheṅ …