और इस दिल में क्या रखा है
और इस दिल में क्या रखा है
तेरा ही प्यार छुपा रखा है
चीर के देखे दिल मेरा तो
तेरा ही नाम लिखा रखा है
प्यार के अफ़साने सुने थे लोगों से
प्यार क्या होता है ये तूने समझाया
मिला दिल तुझ से तो ख्वाब देखे ऐसे
जुनून जाने कैसा जवां दिल पे छाया
दिल में ऐसा दर्द उठा, दिल हो गया दीवाना
दीवानों ने इस दुनिया में, दर्द का नाम दवाँ रखा है
निगाहों में मेरी ये सूरत है तेरी
जिंदगी ये मेरी अमानत है तेरी
धड़कते सीने में मोहब्बत है तेरी
मोहब्बत ये तेरी, इबादत है मेरी
तेरे सिवा कुछ याद नहीं है, तू ही तू दिल में
दिल ने यार की पूजा की है, प्यार का नाम खुदा रखा है
aur is dil meṅ kyā rakhā hai
terā hī pyār chhupā rakhā hai
chīr ke dekhe dil merā to
terā hī nām likhā rakhā hai
pyār ke afsāne sune the logoṅ se
pyār kyā hotā hai ye tūne samjhāyā
milā dil tujh se to khvāb dekhe aise
junūn jāne kaisā javāṅ dil pe chhāyā
dil meṅ aisā dard uṭhā, dil ho gayā dīvānā
dīvānoṅ ne is duniyā meṅ, dard kā nām davāṇ rakhā hai
nigāhoṅ meṅ merī ye sūrat hai terī
jiṅdgī ye merī amānat hai terī
dhaṛakte sīne meṅ mohabbat hai terī
mohabbat ye terī, ibādat hai merī
tere sivā kuchh yād nahīṅ hai, tū hī tū dil meṅ
dil ne yār kī pūjā kī hai, pyār kā nām khudā rakhā hai