Aur is dil men k‌yaa rakhaa hai

और इस दिल में क्‌या रखा है
Work
Year
Language

और इस दिल में क्‌या रखा है - 2
तेरा ही प्यार छुपा रखा है - 2
चीर के देखे, दिल मेरा तो - 2
तेरा ही दर्द छुपा रखा है - 2

प्यार के अफ़्साने, सुने थे लोगों से
प्यार क्‌या होता है, यह तूने समझाया
मिला दिल तुझसे तो, ख़ाब देखे ऐसे
जुनूं जाने कैसा, जवां दिल पे छाया
दिल में ऐसा दर्द उठा दिल हो गया दीवाना
दिल हो गया दीवाना …
दीवानों ने, इस दुनिया में - 2
दर्द का नाम दवा रखा है - 2
और इस दिल में, क्‌या रखा है
तेरा ही प्यार छुपा रखा है

निगाहों में मेरी, यह सूरत है तेरी
सूरत यह तेरी, इनायत है मेरी
धड़कते सीने में, मोहब्बत है तेरी
मोहब्बत है तेरी, इबादत है मेरी
तेरे सिवा कुछ याद नहीं है तू ही तू दिल में
हाँ तू ही तू दिल में
दिल ने प्यार की पूजा की है - 2
प्यार का नाम ख़ुदा रखा है - 2
और इस दिल में, क्‌या रखा है
तेरा ही प्यार छुपा रखा है

aur is dil meṅ k‌yā rakhā hai - 2
terā hī pyār chhupā rakhā hai - 2
chīr ke dekhe, dil merā to - 2
terā hī dard chhupā rakhā hai - 2

pyār ke afsāne, sune the logoṅ se
pyār k‌yā hotā hai, yah tūne samjhāyā
milā dil tujhse to, khāb dekhe aise
junūṅ jāne kaisā, javāṅ dil pe chhāyā
dil meṅ aisā dard uṭhā dil ho gayā dīvānā
dil ho gayā dīvānā …
dīvānoṅ ne, is duniyā meṅ - 2
dard kā nām davā rakhā hai - 2
aur is dil meṅ, k‌yā rakhā hai
terā hī pyār chhupā rakhā hai

nigāhoṅ meṅ merī, yah sūrat hai terī
sūrat yah terī, ināyat hai merī
dhaṛakte sīne meṅ, mohabbat hai terī
mohabbat hai terī, ibādat hai merī
tere sivā kuchh yād nahīṅ hai tū hī tū dil meṅ
hāṇ tū hī tū dil meṅ
dil ne pyār kī pūjā kī hai - 2
pyār kā nām khudā rakhā hai - 2
aur is dil meṅ, k‌yā rakhā hai
terā hī pyār chhupā rakhā hai