अरी ओ पोट्टी ... खातून की खिदमत में सलाम अपुन का
कि: अरी ओ पोट्टी कहाँ चली
पलट मेरी अनार की कली
आ: बदतमीज़
ताने दीन ( तनदाना ) -3 -3
खातून की खिदमत में सलाम अपुन का -2
( अजी पोट्टी पटाना है ) -2 पोट्टी पटाना है
अजी पोट्टी पटाना है फ़क़त काम अपुन का
घर-बार हुआ इश्क़ में नीलाम अपुन का
खातून की खिदमत …
बातां नहीं करते हम हैदराबादी -2
हाथां में तेरे जू मेंहदी न लगा दी
तो नाम नहीं लेंगे ( कभी अपने वतन का ) -2
खातून की खिदमत …
गुलबदन खादिम के हाथां से मुँह में डाल को चबाएँगे
क्या पान
ये पाना में मेरे कलेजे के टूकड़े सुपारी की जगह रख को
चबर-चबर के चबर जा
मर मिटने में जानम हम लोगां हैं माहिर -2
घुस कर तेरे दिल में निकलेंगे न बाहिर -2
खर्चा हो क़फ़न का न ( चर्चा हो दफ़न का ) -2
खातून की खिदमत …
ki: arī o poṭṭī kahāṇ chalī
palaṭ merī anār kī kalī
ā: badatmīz
tāne dīn ( tandānā ) -3 -3
khātūn kī khidamat meṅ salām apun kā -2
( ajī poṭṭī paṭānā hai ) -2 poṭṭī paṭānā hai
ajī poṭṭī paṭānā hai faqat kām apun kā
ghar-bār huā iśhq meṅ nīlām apun kā
khātūn kī khidamat …
bātāṅ nahīṅ karte ham haidrābādī -2
hāthāṅ meṅ tere jū meṅhdī na lagā dī
to nām nahīṅ leṅge ( kabhī apne vatan kā ) -2
khātūn kī khidamat …
gulabdan khādim ke hāthāṅ se muṇh meṅ ḍāl ko chabāeṇge
kyā pān
ye pānā meṅ mere kaleje ke ṭūkaṛe supārī kī jagah rakh ko
chabar-chabar ke chabar jā
mar miṭne meṅ jānam ham logāṅ haiṅ māhir -2
ghus kar tere dil meṅ nikleṅge na bāhir -2
kharchā ho qafan kā na ( charchā ho dafan kā ) -2
khātūn kī khidamat …