Are re are ye kyaa huaa, maine naa ye jaanaa

अरे रे अरे ये क्या हुआ, मैने ना ये जाना
Year
Language

अरे रे अरे ये क्या हुआ, मैने ना ये जाना
अरेरे अरे बन जाए ना, कहीं कोई अफ़साना
अरेरे अरे कुछ हो गया, कोई ना पहचाना
अरेरे अरे बनता है तो, बन जाए अफ़साना

हाथ मेरा थाम लो साथ जब तक हो
बात कुछ होती रहे बात जब तक हो
सामने बैठे रहो तुम रात जब तक हो

नाम क्या दे क्या कहें, दिल के मौसम को
आग जैसे लग गई आज शबनम को
ऐसा लगता है किसी ने छू लिया हम को

तुम चले जाओ ज़रा हम संभल जाए
धड़कने दिल की कहीं ना मचल जाए
वक्त से आगे कहीं ना हम निकल जाए

हम में तुम में कुछ तो है, कुछ नहीं है क्या
और कुछ हो जाए तो, कुछ यकीन है क्या
देख लो ये दिल जहाँ था, ये वही है क्या

are re are ye kyā huā, maine nā ye jānā
arere are ban jāe nā, kahīṅ koī afsānā
arere are kuchh ho gayā, koī nā pahchānā
arere are bantā hai to, ban jāe afsānā

hāth merā thām lo sāth jab tak ho
bāt kuchh hotī rahe bāt jab tak ho
sāmne baiṭhe raho tum rāt jab tak ho

nām kyā de kyā kaheṅ, dil ke mausam ko
āg jaise lag gaī āj śhabnam ko
aisā lagtā hai kisī ne chhū liyā ham ko

tum chale jāo zarā ham saṅbhal jāe
dhaṛakne dil kī kahīṅ nā machal jāe
vakt se āge kahīṅ nā ham nikal jāe

ham meṅ tum meṅ kuchh to hai, kuchh nahīṅ hai kyā
aur kuchh ho jāe to, kuchh yakīn hai kyā
dekh lo ye dil jahāṇ thā, ye vahī hai kyā