अपनी नज़र से उनकी नज़र तक्
अपनी नज़र से उनकी नज़र तक एक ज़माना एक फ़साना
कितने हो आप जैसे ऐसे ज़माने में अपने दिल का कौन ठिकाना
उनकी जफ़ा में मीठी वफ़ा है
ज़हर है लेकिन कितना मज़ा है
मरने के होते हैं लाखों बहाने
जीने का है बस एक बहाना
अपनी नज़र से …
दूर ही दूर से दिल में समाये
यूँ नहीं आते तो सपनों में आये
काम है उनका पास न आना
काम हमारा प्रीत निभाना
अपनी नज़र से …
दिल जो लिया है दर्द ही देंगे
इस के सिवा वो कुछ न करेंगे
होता है दिल तो होने दो इस को
तीर-ए-नज़र का यूँ ही निशाना
अपनी नज़र से …
apnī nazar se unkī nazar tak ek zamānā ek fasānā
kitne ho āp jaise aise zamāne meṅ apne dil kā kaun ṭhikānā
unkī jafā meṅ mīṭhī vafā hai
zahar hai lekin kitnā mazā hai
marne ke hote haiṅ lākhoṅ bahāne
jīne kā hai bas ek bahānā
apnī nazar se …
dūr hī dūr se dil meṅ samāye
yūṇ nahīṅ āte to sapnoṅ meṅ āye
kām hai unkā pās na ānā
kām hamārā prīt nibhānā
apnī nazar se …
dil jo liyā hai dard hī deṅge
is ke sivā vo kuchh na kareṅge
hotā hai dil to hone do is ko
tīr-e-nazar kā yūṇ hī niśhānā
apnī nazar se …