अपनी बाँहों पर है तुझको ... कुछ भी नहीं है तेरा मोल्
अपनी बाँहों पर है तुझको क्यूँ इतना अभिमान
तेरे जैसे लाखों देखे बड़े बड़े बलवान
कुछ भी नहीं है तेरा मोल
बोलो ना बड़े बोल
खिलौना तू माटी का
गरज रहा है बरस रहा है ज़िद तूने किस बात पर बाँधी
क्यूँ है पागल मूरख बादल तुझको उड़ा ले जाएगी आँधी
सेर को मिलते सवा सेर लगे ना यहाँ देर
खिलौना तू माटी का …
इतना क्यों इतराता है हँसती है जब भाग्य की रेखा
तू छोटा सा दीपक है रे तूने कभी सूरज भी है देखा
झूठे नशे में तू चूर टूटेगा ये ग़रूर
खिलौना तू माटी का …
apnī bāṇhoṅ par hai tujhko kyūṇ itnā abhimān
tere jaise lākhoṅ dekhe baṛe baṛe balvān
kuchh bhī nahīṅ hai terā mol
bolo nā baṛe bol
khilaunā tū māṭī kā
garaj rahā hai baras rahā hai zid tūne kis bāt par bāṇdhī
kyūṇ hai pāgal mūrakh bādal tujhko uṛā le jāegī āṇdhī
ser ko milte savā ser lage nā yahāṇ der
khilaunā tū māṭī kā …
itnā kyoṅ itrātā hai hṇstī hai jab bhāgy kī rekhā
tū chhoṭā sā dīpak hai re tūne kabhī sūraj bhī hai dekhā
jhūṭhe naśhe meṅ tū chūr ṭūṭegā ye ġharūr
khilaunā tū māṭī kā …