अपने होंठों की बंसी बनाले मुझे
ल: अपने होंठों की बंसी बनाले मुझे
मेरी साँसों में तेरी साँस घुल जाए
कि: आरज़ू तो हमारी भी है ये मगर
डर है मौसम कहीं ना बदल जाए
ल: देखा तुझे, चढ़ा ये कैसा नशा
चली ये कैसी हवा, भुले हम घर का पता, हो हो
अब तो नहीं हमसे होना जुदा
अपनी बाहों का घूँघट उढ़ा दे मुझे
प्यार की ये ना डोली निकल जाए
कि: आरज़ू
हो हो हो
ये तो बता, कहाँ रखूँ ये कमल
ज़िंदगानी है मेरी, रेत का एक महल, हो हो
याद जैसे हो कोइ आती गज़ल
अपनी रातों का दीपक बनाले मुझे
ये सुलगती हुई शाम जल जाए
दोनो: पास तो आ, ये दिन मर जाने का है
हो ये दिन कुछ खोने का है
ये दिन कुछ पाने का है
मौसम ये रूठने मनाने का है
अपने दामन की खुशबू बनाले मुझे
दिल के सूने में कोइ फूल खिल जाए
आरज़ू
la: apne hoṅṭhoṅ kī baṅsī banāle mujhe
merī sāṇsoṅ meṅ terī sāṇs ghul jāe
ki: ārazū to hamārī bhī hai ye magar
ḍar hai mausam kahīṅ nā badal jāe
la: dekhā tujhe, chaṛhā ye kaisā naśhā
chalī ye kaisī havā, bhule ham ghar kā patā, ho ho
ab to nahīṅ hamse honā judā
apnī bāhoṅ kā ghūṇghaṭ uṛhā de mujhe
pyār kī ye nā ḍolī nikal jāe
ki: ārazū
ho ho ho
ye to batā, kahāṇ rakhūṇ ye kamal
ziṅdgānī hai merī, ret kā ek mahal, ho ho
yād jaise ho koi ātī gazal
apnī rātoṅ kā dīpak banāle mujhe
ye sulagtī huī śhām jal jāe
dono: pās to ā, ye din mar jāne kā hai
ho ye din kuchh khone kā hai
ye din kuchh pāne kā hai
mausam ye rūṭhne manāne kā hai
apne dāman kī khuśhbū banāle mujhe
dil ke sūne meṅ koi phūl khil jāe
ārazū