अपना तो ज़माने में इतना ही फ़साना है
अपना तो ज़माने में इतना ही फ़साना है
कुछ हम भी दीवाने हैं कुछ दिल भी दीवाना है
हमसे तो कोई पूछे वो मस्त नज़र क्या है -2
जीने का सहारा है मरने का बहाना है
कुछ हम भी दीवाने …
भूले से कभी हमने क़ातिल न कहा उनको
दिल जिनकी अदाओं का ख़ामोश निशाना है
अपना तो ज़माने …
ये राज़ है उल्फ़त का दुनिया इसे क्या जाने
नज़रों का चुराना ही नज़रों का मिलाना है
अपना तो ज़माने …
मंज़िल कहाँ है ऐ दिल हम इश्क़ के मारों की
हम जा के जहाँ बैठे वहीं अपना ठिकाना है
अपना तो ज़माने …
apnā to zamāne meṅ itnā hī fasānā hai
kuchh ham bhī dīvāne haiṅ kuchh dil bhī dīvānā hai
hamse to koī pūchhe vo mast nazar kyā hai -2
jīne kā sahārā hai marne kā bahānā hai
kuchh ham bhī dīvāne …
bhūle se kabhī hamne qātil na kahā unko
dil jinkī adāoṅ kā khāmośh niśhānā hai
apnā to zamāne …
ye rāz hai ulfat kā duniyā ise kyā jāne
nazroṅ kā churānā hī nazroṅ kā milānā hai
apnā to zamāne …
maṅzil kahāṇ hai ai dil ham iśhq ke māroṅ kī
ham jā ke jahāṇ baiṭhe vahīṅ apnā ṭhikānā hai
apnā to zamāne …