अपना जिन्हें बनाया ठुकरा के वो सिधारे
अपना जिन्हें बनाया
ठुकरा के वो सिधारे -3
टूटें न इस तरह से
दुश्मन के भी सहारे -3
दिल की हर एक धड़कन फ़रियाद हो गई है
आबाद थी जो दुनिया बरबाद हो गई है
दर-दर भटक रहे हैं
हम रंज-ओ-ग़म के मारे -3
आँखें कहाँ से लायें ये देखने को हाय
कोई किसी को खोये कोई किसी को पाये
हँस कर कोई गुज़ारे
रो कर कोई गुज़ारे -3
बिगड़े न यूँ मुक़द्दर बदले न यूँ ज़माना
अपने लिये क़फ़स है अपना ही आशियाना
हैं आज वो पराये
कल तक जो थे हमारे -3
apnā jinheṅ banāyā
ṭhukrā ke vo sidhāre -3
ṭūṭeṅ na is tarah se
duśhman ke bhī sahāre -3
dil kī har ek dhaṛkan fariyād ho gaī hai
ābād thī jo duniyā barbād ho gaī hai
dar-dar bhaṭak rahe haiṅ
ham raṅj-o-ġham ke māre -3
āṇkheṅ kahāṇ se lāyeṅ ye dekhne ko hāy
koī kisī ko khoye koī kisī ko pāye
hṇs kar koī guzāre
ro kar koī guzāre -3
bigaṛe na yūṇ muqaddar badle na yūṇ zamānā
apne liye qafas hai apnā hī āśhiyānā
haiṅ āj vo parāye
kal tak jo the hamāre -3