अन्टम फ़न्टम छोड़ दे बाबू हो गई तेरी हार्
( अन्टम फ़न्टम छोड़ दे बाबू हो गई तेरी हार
इकड़म तिकड़म कुछ न चलेगा जीत गया मेरा प्यार ) -2
अन्टम फ़न्टम छोड़ …
छोड़ दो सदाएँ सुनाना इंकार की
जान गई मैं तो अदाएँ हैं ये प्यार की
छोड़ दो सदाएँ …
बनके हज़ार कर तकरार सब कुछ है बेकार बनके हज़ार
अन्टम फ़न्टम छोड़ …
छूट गया जादू खड़े-खड़े सोचिए
लीजिए ये दामन पसीना ज़रा पोछिए
छूट गया जादू …
हो गई हार हार मान भी लो सरकार हो गई हार
अन्टम फ़न्टम छोड़ …
( anṭam fanṭam chhoṛ de bābū ho gaī terī hār
ikaṛam tikaṛam kuchh na chalegā jīt gayā merā pyār ) -2
anṭam fanṭam chhoṛ …
chhoṛ do sadāeṇ sunānā iṅkār kī
jān gaī maiṅ to adāeṇ haiṅ ye pyār kī
chhoṛ do sadāeṇ …
banke hazār kar takrār sab kuchh hai bekār banke hazār
anṭam fanṭam chhoṛ …
chhūṭ gayā jādū khaṛe-khaṛe sochie
lījie ye dāman pasīnā zarā pochhie
chhūṭ gayā jādū …
ho gaī hār hār mān bhī lo sarkār ho gaī hār
anṭam fanṭam chhoṛ …