अँखियों ने अँखियों से मिलके ... ओ रब्बा दिल आए मुश्किल से
अँखियों ने अँखियों से मिलके कर लिए सौदे दिल के
ओ रब्बा दिल आए मुश्किल से
यूं प्यार का मौसम लहराया इक परदेसी भंवरा आया
अंगड़ाई कली ने ली खिल के
ओ रब्बा दिल आए …
पहली नज़र में जां निकली न ना निकली न ना निकली
बस रह गए शर्म से लब सिल के
ओ रब्बा दिल आए …
ये इश्क़ तो हुक्म ख़ुदा का है कुछ मांगूं वक़्त दुआ का है
ऐ काश न बिछड़ें हम मिल के
ओ रब्बा दिल आए …
जो फूल यहाँ पर खिल न सके वो फूल वहाँ खिल जाएंगे
हम इस दुनिया में न मिल सके उस दुनिया में मिल जाएंगे
लिखने वाले ने अश्क़ों से ऐ इश्क़ तेरी तकदीर लिखी
ये पांचों दरिया रोये बहुत तब वारिस शाह ने हीर लिखी
aṇkhiyoṅ ne aṇkhiyoṅ se milke kar lie saude dil ke
o rabbā dil āe muśhkil se
yūṅ pyār kā mausam lahrāyā ik pardesī bhaṅvrā āyā
aṅgaṛāī kalī ne lī khil ke
o rabbā dil āe …
pahlī nazar meṅ jāṅ niklī na nā niklī na nā niklī
bas rah gae śharm se lab sil ke
o rabbā dil āe …
ye iśhq to hukma khudā kā hai kuchh māṅgūṅ vaqt duā kā hai
ai kāśh na bichhaṛeṅ ham mil ke
o rabbā dil āe …
jo phūl yahāṇ par khil na sake vo phūl vahāṇ khil jāeṅge
ham is duniyā meṅ na mil sake us duniyā meṅ mil jāeṅge
likhne vāle ne aśhqoṅ se ai iśhq terī takdīr likhī
ye pāṅchoṅ dariyā roye bahut tab vāris śhāh ne hīr likhī